Uss ki aankhon mein muhabbat ka…
Uss ki aankhon mein muhabbat ka sitara ho ga
Ik din aaye ga woh shakhs humara ho ga
Jis kay honay se meri saans chalaa karti thi
Kis tarha uss kay baghair apna guzara ho ga
Ye achanak jo ujala sa hua jata hai
Dil ne chupke say tera naam pukara hoga..
Ishq karna hai to din raat ussay sochna hai
Aur [...]

