Pindiclub Selected Poetry

Submitted by: Faheem

Udas hum hi nahn Dard e Juadai ki qasam.

Rota woh bhi ho ga Ankhain chora chora ka

***********************************

Kush Chahton ka silsala bhi ajeeb hota hin,

Chah ke bhi chupana parta hi HaleDil,

Aisa na ho ka hum Hal-e-Dil kahin aur woh bura man jawian,

Kush Chahton ka silsala bhi ajeeb hota hin,

Rakhna parta hi on ka bharam tanhai ka dar sey,

Kahin log na karin on ka khalif koi bat,

Malom to hi on ki adat zara se,

Magar phir bhi khamosh hin hum on ki ruswai ka dar sey,

Kush Chahton ka silsala bhi ajeeb hota hin,

Woh to roshinion ka adi hin & chandni sy Dil lagi rakhta hin,

Andherin & tanhion sy dor baghtay hin,

Jub bhi hum bat kartay hin to woh pahlo badal laitay hin,

Woh kah daita hin yeh kahan our hum kahan hn,

Kush Chahton ka silsala bhi ajeeb hota hin FAHEEM,

Chah ka bhi chupana parta hi Hal-e-Dil


 

 
<<Back