Yeh Dooriyaan | Love Aaj Kal | Full Song |
PindiClub.com
|
-
Currently 3.00/5
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
Rating: 3.0 out of 9 votes
|
You need to have the Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Description
Lyrics: Lovely song!
Yeh dooriyaan
Yeh dooriyaan
Yeh dooriyaan
In raahon ki dooriyaan
Nigahon ki dooriyaan
Humrahon ki dooriyaan
Fana ho sabhi dooriyaan
Kyun koi paas hai door hai
Kyun koi jaane na koi yahan pe
Aa raha paas ya door main ja raha
Jaanu na main hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyaan
Nigahon ki dooriyaan
Humrahon ki dooriyaan
Fana ho sabhi dooriyaan
Yeh dooriyaan
Yeh dooriyaan
Yeh dooriyaan
Kabhi hua yeh bhi khaali raahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe mil ke lauta mera dil yeh
Khaali khaali haath
Yeh bhi hua kabhi jaise hua abhi
Tujh ko sabhi mein pa liya
Tera mujhe
Kar jaati hain dooriyan
Sataati hain dooriyaan
Tarsaati hain dooriyaan
Fana ho sabhi dooriyaan
Kaha bhi na maine nahi jeena maine
Tu jo na mila
Tujhe bhoole se bhi bola na main
Yeh bhi chahoon faasla
Bas faasla rahe
Ban ke kasak jo kahe
Ho aur chahat yeh jawan
Teri meri
Mit jaani hain dooriyaan
Begaani hain dooriyaan
Hat jaani hain dooriyaan
Fana ho sabhi dooriyaan
Kyun koi paas hai door hai
Kyun koi jaane na koi yahan pe
Aa raha paas ya door main ja raha
Jaanu na main hoon kahan pe
Yeh dooriyaan
In raahon ki dooriyaan
Nigahon ki dooriyaan
Humrahon ki dooriyaan
Fanaa ho sabhi dooriyaan
Yeh dooriyaan
Yeh dooriyaan
|
Tags
|
|
|
-
Be the first to comment on this video.Sign in or sign up to post comments.